Urdu islamic Song Lyric | Chalo Namaaz Parhain | Lyricbari




Urdu islamic Song Lyric | Chalo Namaaz Parhain | Lyricbari



Chalo Namaaz Parhain
Chalo Namaaz Parhain
Chalo Namaaz Parhain
Chalo Namaaz Parhain

Main Keya Baatoun Keya Hai Haqeeaqat Namaz Ki
Main Keya Baatoun Keya Hai Haqeeaqat Namaz Ki
Main Keya Baatoun Keya Hai Haqeeaqat Namaz Ki
Haqeeaqt Namaz Ki
Haqeeaqt Namaz Ki
Haqeeaqt Namaz Ki
Allah Ki Riza Hai Muhabbat Namaz Ki
Allah Ki Riza Hai Muhabbat Namaz Ki


Aya Hoon Tere Ghar Mai Ibadat Ke Waste
Ibadat Ke Waste
Ibadat Ke Waste
Ibadat Ke Waste
Ya Rab Mujhe Bhi Baksh De Rehmat Namaz Ki
Ya Rab Mujhe Bhi Baksh De Rehmat Namaz Ki

Main Keya Baatoun Keya Hai Haqeeaqat Namaz Ki
Main Keya Baatoun Keya Hai Haqeeaqat Namaz Ki


Hayya Alas Salah
Hayya Alas Salah
Hayya Alal Falah
Hayya Alal Falah


Is Se Bhi Ala Keya Hai Fazeelat Namaz Ki
Fazeelat Namaz Ki
Fazeelat Namaz Ki
Fazeelat Namaz Ki
Jannat Mai Leke Jayengi Ulfat Namaz Ki
Jannat Mai Leke Jayengi Ulfat Namaz Ki


Main Keya Baatoun Keya Hai Haqeeaqat Namaz Ki
Main Keya Baatoun Keya Hai Haqeeaqat Namaz Ki



Namaz Mai Parhunga
Rab Ko Raazi Karunga
Namaz Mai Parhunga
Rab Ko Raazi Karunga



Woh Kush Naseeb Hai Jise Hasil Hai Yeh Sharf
Hasil Hai Yeh Sharf
Hasil Hai Yeh Sharf
Hasil Hai Yeh Sharf
Sab Ke Naseeb Mai Khahan Neimat Namaz Ki
Sab Ke Naseeb Mai Khahan Neimat Namaz Ki


Main Keya Baatoun Keya Hai Haqeeaqat Namaz Ki
Main Keya Baatoun Keya Hai Haqeeaqat Namaz Ki



Hayya Alas Salah
Hayya Alas Salah
Hayya Alal Falah
Hayya Alal Falah


Asim Nabi (sm) Ki Ankh Ki Thandak Namaz Hai
Thandak Namaz Hai
Thandak Namaz Hai
Thandak Namaz Hai
Mashoor Har Jaga Hai,Yeh Azmat Namaz Ki
Mashoor Har Jaga Hai,Yeh Azmat Namaz Ki


Main Keya Baatoun Keya Hai Haqeeaqat Namaz Ki
Main Keya Baatoun Keya Hai Haqeeaqat Namaz Ki



Namaz Mai Parhunga
Rab Ko Raazi Karunga
Namaz Mai Parhunga
Rab Ko Raazi Karunga



Chalo Namaaz Parhain
Chalo Namaaz Parhain
Chalo Namaaz Parhain

Chalo Namaaz Parhain

Post a Comment

0 Comments